Deene Islam Mein Jismani Safayi
Deene Islam Mein Jismani Safayi
Anas RadiyAllahu Anhu reported: "A time limit has been prescribed for us for clipping the moustache, cutting the nails, plucking hair under the armpits, shaving the pubes, that it should not be neglected far more than forty nights."
[Sahih Muslim :: Book 2 :: Hadith 497, 622]
✦Urdu Translation: Sayyidna Anas bin Malik RadiyAllahu Anhu farmate hain: "Rasool Akram Sallallahu Alaihi Wasallam ne hamare liye Munchen katne, Nakhun tarashne, Baglon ke baal ukharne aur Zere Naaf balon ki safayi ka (zyadah se zyadah) waqt ye Mutaiyyan farmaya ke ham inhen 40 din se zyadah na Chhoren."
[Urdu Ref :: Sahih Muslim :: Vol. 1 :: Hadith 599]
●◗► Har hafte Nakhun tarashna aur Jismani safayi hasil karna Masnoon hai, Albatta agar kisi Majburi se koi shaks har Hafte nakhun na tarash sake ya Jismani safayi Hasil na kar sake to Aakhri Muddat 40 din hai, 40 din ke baad bhi Nakhun na tarashana aur Jism ke gair zaroori baal saaf na karna Sakht Gunah aur Na jayez Aml hone ke sath sath bahot se Muhlak Amraz aur Bimariyon ka sabab bhi hai.
Anas RadiyAllahu Anhu reported: "A time limit has been prescribed for us for clipping the moustache, cutting the nails, plucking hair under the armpits, shaving the pubes, that it should not be neglected far more than forty nights."[Sahih Muslim :: Book 2 :: Hadith 497, 622]