Naam aur Shuhrat Par Fakhr na Karen!
Naam aur Shuhrat Par Fakhr na Karen!
Jab Insan marta hai to sab se pehle us ka Naam us se Alag ho jata hai, Log us ke dunyawi Jism ko us ke Naam se pukarne ke bajaye Jasde khaki, Mayyat ya Dead body keh kar pukarte hain, Jab use kandhe par uthate hain to Naam lene ke bajaye kehte hain: “Mayyat” ko kandha dene aajao, isi tarah Jab dafan ka waqt hota hai to Naam lene ki bajaye kehte hain: “Mayyat” ko aaram se Qabr mein utaro.
●◗► Lehaza Namuri, Shuhrat, Qoum o Qabilah aur Mansab par hargiz Fakhr o Guroor na karen, Ye cheezen bahot jald aap ka sath Chhorr jayengi.