Welcome to our online store

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Etiam id libero non erat fermentum varius eget at elit. Suspendisse vel mattis diam. Ut sed dui in lectus hendrerit interdum nec ac neque. Praesent a metus eget augue lacinia accumsan ullamcorper sit amet tellus. Duis cursus egestas hendrerit. Fusce luctus risus id elit malesuada ac sagittis magna tempus. Sed egestas fringilla turpis at ullamcorper. Pellentesque adipiscing ornare cursus.
Latest Products
Rishte Ke liye Larki Dekhne Jana Aur ?

Rishte Ke liye Larki Dekhne Jana Aur ?

●◗► Hamare Mua’ashre mein bete ya bhai ke liye Larki dekhne ki khatir ghar ghar ja kar Protocol lena, Dawaten urana aur phir Aakhir mein dusron ki Betiyon mein koi na koi Nuqs nikal kar ya Larki walon ko km haisiyat samajh kar Manzare Aam se Gayab ho jana aik umumi Mijaaz aur Riwaaj banta ja raha hai, Aisa Maloom hota hai ke Zamana Jahiliyat ki tarah larki ko bher bakri samajh liya gaya hai aur us ke Ehsasaat, Nafsiyaat, Zahni sadma aur Izzate Nafs ki koi parwah hi nahi.
Mushkil ye hai ke 95% se zayed log apne Dimag mein Unche se Uncha me’yaar qayem kar ke larki dekhne jate hain, chahe apne Bete ya Bhai ki shakal o surat aur Rangat kaisi bhi ho!!! Us mein dunya Jahan ke Uyoob hi kyun na hon!!! Phir bhi log Mamuli Mamuli baton par dusron ki Betiyon ko Mustarad kar ke Jhuti shaan qayem karne ki hawas ko taskeen dene ki koshish karte hain.

View detail
Masjide Nabwi Mein Tasalli ka Saman

Masjide Nabwi Mein Tasalli ka Saman

✦.....✿.... Gunahgaron aur Siyahkaron ke liye ....✿.....✦
✦…....... Masjide Nabwi Mein Tasalli ka Saman ..........✦
●◗► Masjide Nabwi mein 'Riyadhul Jannah' ke samne Fane Khattati ke is Shah pare ko dekh kar ham Gunahgaron ki Dharas (tasalli) ban jati hai aur Ummid paida ho jati hai ke Roze Mehshar Aaqaye Madina Sallallahu Alaihi Wasallam ki Shifa’at se ham Gunahgaron ka kaam ban jayega. (INSHAALLAH)
Fane Khattati mein Likhe hue Darj bala Irshade Nabwi (Sallallahu Alaihi Wasallam) ka Tarjuma ye hai: "Meri Shifa’at meri Ummat ke Kabirah Gunah karne walon ke liye hai." [Sunan Abu Dawood :: Vol. 3 :: Hadith 1313]
The Prophet (Sallallahu Alaihi Wasallam) said: "My intercession will be for those of my people who have committed major sins." [Sunan Abi Dawud :: Book 41 :: Hadith 4721, 4739]

Mahfil Wagerah Mein Baith kar Mobile Mein Mashguliyat

It was narrated from Ibn 'Abbas RadiyAllahu Anhu that : The Messenger of ALLAH (Sallallahu Alaihi Wasallam) took a ring and put it on, then he said: "This distracted me from you all day, shifting my gaze from it to you (and back again)." Then he threw it away.
[Sunan an-Nasa’i :: Vol. 6 :: Book 48 :: Hadith 5291, 5289]
Urdu Translation: Hazrat Abdullah bin Abbas RadiyAllahu Anhuma se riwayat hai ke RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne aik Anghothi banwayi aur use pehna, aur phir Farmaya: "Is Anghothi ne Aaj se meri tawajje tumhari taraf se Baant di hai, Aik Nazar ise dekhta hun aur aik Nazar tumhen, phir Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne wo Anghothi utardi."
[Urdu Ref :: Sunan an-Nasa’i :: Vol. 3 :: Hadith 1590]
●◗► Majlis ke Aadab mein se hai ke Insan Shurka Majlis aur Mehmano ko chhor kar kisi aur cheez mein Mashgool na ho, Aaj kal log Mahfil mein Shurka ko chhor kar dair tak Mobile Phone aur Social Media mein Mashgool rahte hain, aisa karna Khilafe Adab hai.

Copyright © 2011. Qur'an and Sunnah Our Way to Jannah - All Rights Reserved

Distributed By Free Blogger Templates | Lyrics | Songs.pk | Download Ringtones | HD Wallpapers For Mobile

Proudly powered by Blogger