Welcome to our online store

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Etiam id libero non erat fermentum varius eget at elit. Suspendisse vel mattis diam. Ut sed dui in lectus hendrerit interdum nec ac neque. Praesent a metus eget augue lacinia accumsan ullamcorper sit amet tellus. Duis cursus egestas hendrerit. Fusce luctus risus id elit malesuada ac sagittis magna tempus. Sed egestas fringilla turpis at ullamcorper. Pellentesque adipiscing ornare cursus.
Latest Products
Aundhe Muh Sona Mana Hai!

Aundhe Muh Sona Mana Hai!

It was narrated from Qais bin Tihfah Al-Ghifari RadiyAllahu Anhu that his father said: "The Messenger of ALLAH (Sallallahu Alaihi Wasallam) found me sleeping in the masjid on my stomach. He nudged me with his foot and said: 'Why are you sleeping like this? This is a kind of sleep that ALLAH dislikes,' or 'that ALLAH hates.'"
[Sunan Ibn Majah :: Vol. 5 :: Book 33 :: Hadith 3723]
Urdu Translation: Hazrat Tikhfah Ghifari RadiyAllahu Anhu Farmate hain ke RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Mujhe Masjid mein Pait ke bal (Aundhe muh) soya hua paya, Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne apne Pair Mubarak se mujhe hila kar farmaya: "Tum is Tarah kyun so rahe ho? Is tarah Sona ALLAH Subhanahu Wa Ta'ala ko Sakht Na’pasand hai."
[Urdu Ref :: Sunan Ibn Majah :: Vol. 3 :: Hadith 604]
●◗► RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Aundhe muh sone se Mana farmaya hai aur Aaj ki Medical Science bhi ise Aaza o Jawareh Bilkhusus dil o dimag aur Insani Nafsiyat ke liye sakht Nuqsan deh Qarar de rahi hai, Lehaza larakpan se hi Aundhe muh na sone ke hawale se Bacchon ki Tarbiyat karen.

https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEgWDuUonx0fKaOXAZRn9RKdC4J8SQSUssKH1xi_RSz6yHW9-4ZecVuVKXP0m7hhD9eC3A2yuBqD9UFP-Bel-lDEWBlAUF2UK1sifbDTWjhasjBDiWMn11fjMKEa0fJ_jpNvoiJybPs90Ig/s72-c/12662627_962882097133335_5143168673721041976_n.jpg
View detail
Social Media pe Gardish karta “Nafsiyati Hamla

Kuch log apni Post ki Rating barhane ke liye Aakhir mein ye Jumla likhte hain: "Is Post ko Share karne se Shaitan Aap ko Rokega…"
●◗► Musalmano ko Aql se kaam lete hue Sochna Chahiye ke Shaitan to chahta yahi hai ke log Namaz, Tilawat, Zikr o Azkar, Walidain ki khidmat aur Huqooq Al-Ibad se Gafil ho kar Social Media par kuch na kuch Share aur Like karte Rahen.

https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEjK76T03sea8Et3KfobHqAdxLpnC85GVCHV_tOBhBo4kdDSkr4dcZ-rFq5Jnahm8omqhnjexcyzxHAwo00k5IEsuZDYf7UY-dwoItuEk8PztabLZVKNFJdqN2D34-upA5nuZguWWapNGi4/s72-c/12651076_962491493839062_2026194507894749780_n.jpg
View detail
Ba Wuzu aur Zikr Karte hue Soyyen!

Ba Wuzu aur Zikr Karte hue Soyyen!

The Prophet (Sallallahu Alaihi Wasallam) said: "If a Muslim sleeps while remembering ALLAH, in the state of purification, is alarmed while asleep at night, and asks ALLAH for good in this world and in the Hereafter. He surely gives it to him."
[Sunan Abi Dawud :: Book 42 :: Hadith 5024, 5042]
Urdu Translation: RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshad Farmaya: "Jab koi Musalman Ba Wuzu ALLAH ka zikr karte hue sota hai phir Raat ko karwat badalne ki waja se Jaag uth ta hai aur us Halat mein ALLAH Ta'ala se Dunya o Aakhirat ki bhalayi ki koi cheez Mangta hai to ALLAH Subhanahu Wa Ta'ala zaroor wo cheez ata Farmadete hain."
[Urdu Ref :: Sunan Abu Dawood :: Vol. 3 :: Hadith 1605]

https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEh-H3TDeW48bEyBGPI7ORZSY6NvvC644BOeysOMq8eGafjIyjwJMl3sH2PIA1WzxBoF6sbCpQzVxoCwqgzGWIBMbgr7Thxypiqco1fKbHmxHU_zu-rI7K3Fq6VN3E1XgS9jJCH54993teg/s72-c/12662477_961884927233052_2783207994455394540_n.jpg
View detail
Sone Se Qabl, Surah Alif Lam Mim Sajdah - Surah Al-Mulk

Narrated Jabir RadiyAllahu Anhu: The Prophet (Sallallahu Alaihi Wasallam) would not sleep until he recited Alif Lam Mim Tanzil and: Tabarak Alladhi Biyadihil-Mulk."
[Jami` at-Tirmidhi :: Vol. 5 :: Book 42 :: Hadith 2892]
Urdu Translation: Hazrat Jabir RadiyAllahu Anhu se riwayat hai ke Nabi Akram Sallallahu Alaihi Wasallam Surah Alif Lam Mim Sajdah aur Surah Al-Mulk Parhe bagair Nahi sote the."
[Urdu Ref :: Jami` at-Tirmidhi :: Vol. 2 :: Hadith 799]

https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEiOmQ1bOlcM3P0If4hfpaRSUKkGbGMgNIp72klK7YJiHaiCHRP4z2szwZUZZHpkbi5w6XI14iFctZF_Qp4EuXSnUG5ye51bDjy6j_KVcTKz1znI7fZ-Wy1M7j6qCu4DVfx8smMnarcJ-i0/s72-c/12647372_960616930693185_1227440065123257298_n.jpg
View detail
Iblees Layeen Bamuqablah Adam Alaihis Salam

Iblees 5 Baton ki Wajah se Bad’bakht aur Mardood hua:
1► Iblees ne Apne Gunah ka Iqrar na kiya.
2► Wo Gunah par Nadim na hua balke Takabbur aur sarkashi Ekhtiyar ki.
3► Us ne apne Nafs ko malamat na kiya.
4► Us ne Tobah o Astaghfar na kiya.
5► Wo ALLAH Subhanahu Wa Ta'ala ki Rahmat se Mayoos ho gaya.
Hazrat Adam Alaihis Salam 5 Baton ki Wajah se Naik Bakht hue:
1► Hazrat Adam Alaihis Salam ne apni Bhool ka Iqrar farmaya.
2► Wo Nadim o Pasheman hue aur Tawaze o Aajizi Ekhtiyar ki.
3► Unhon ne Apne Nafs ko malamat farmaya.
4► Wo ALLAH ki taraf Mutawajje hue aur Tobah o Astaghfar farmaya.
5► Wo ALLAH Subhanahu Wa Ta'ala ki Rahmat se Mayoos na hue.

https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEjkPcVVrVPaMLtHjqTT5t8sL_bTCahVbp_tObTwAW9YTcqB5qavYzybpjZrX3abxYiBrKa3JRLk8U2SQx9YjlmzcTrvgZQABPX5pYIGJ2jogamZo8s_8ZPwHg_FYT26G5LykZSsfUSTcss/s72-c/12642851_961299657291579_7665110270134613310_n.jpg
View detail
Mout ke Waqt Masoon Duayen

Mout ke Waqt Masoon Duayen

Hazrat Aishah RadiyAllahu Anha farmati hain ke Main ne RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ko Dunya se Rihlat farmate hue is haal mein dekha ke aap ke paas pani ka aik Pyala rakha hua tha aur us Pyale mein Aap Sallallahu Alaihi Wasallam apna hath dalte aur Chahrah Aqdas par malte aur phir farmate: "Aye ALLAH! Mout ki Sakhtiyon aur Takleefon par Meri Madad farma."
[Urdu Ref :: Jami` at-Tirmidhi :: Vol. 1 :: Hadith 966]
Aik dusri Riwayat mein Hazrat Aishah RadiyAllahu Anha farmati hain ke main ne RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam se suna, Aap Sallallahu Alaihi Wasallam (Marz al Wafat) mein mera sahara liye hue Irshad farma rahe the: "Aye ALLAH! Meri Maghfirat farma, Mujh par rahem farma aur mujhe Umdah o Aala rafiqon (Farishton aur Paighambaron) ke sath milade."
[Urdu Ref :: Sahih Bukhari :: Vol. 7 :: Hadith 5674]
●◗► Ham log jis tarah Gaflat ki zindagi guzar rahe hain is ka haal to ham sab ko khud Malom hai, km az km Mout ke waqt ki Darj bala Masnoon Duayen to sab ko yaad honi chahiyen, kyun ke kab kis par Mout ki Alamat aur Halate Naza’a tari ho jaye kuch pata nahi!!!
●═════════════════◄►════════════════●
Aishah RadiyAllahu Anha narrated: "I saw the Messenger of ALLAH (Sallallahu Alaihi Wasallam) while he was dying. He had a cup with water in it, he put his hand in the cup then wiped his face with the water, then said: 'O Allah! Help me with the throes of death and the agony of death.'"
[Jami` at-Tirmidhi :: Vol. 2 :: Book 5 :: Hadith 978]
Narrated `Aisha RadiyAllahu Anha: I heard the Prophet (Sallallahu Alaihi Wasallam), who was resting against me, saying: "O ALLAH ! Excuse me and bestow Your Mercy on me and let me join with the highest companions (in Paradise)."
[Sahih al-Bukhari :: Vol. 7 :: Book 70 :: Hadith 578, 5674]

https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEhP8X7ND__pvaiAzZn3V5017bCJKrnyMQBUXdY2X4lyrt53_erEuBdL-m0FcjnedD8kh_HD2z2VS0CM0kbTix_xgaWSOT-hZgdi1j54wk7uf4VExnSuUxEE6y8qpUjgxLpsBKZi0TFmAFA/s72-c/12548841_960060384082173_500662535238973428_n.jpg
View detail
Sadaqah Jariyah Nahi kar Sakte to Gunahe Jari Bhi Na Karen!

Agar Aap aise Aa’mal se Qasir hain jo marne ke baad Aap ke liye Sadqah Jariyah ban saken to km az km Aise gunahon ka Irtekab to na karen ke jin ka Wabaal marne ke baad bhi Aap tak pahochta rahe aur dahekti Aag aap ki Aakhirat barbad kar dalen.
●◗► Yaad Rakhen! Social Media par Share ki jane wali chizen Aap ke liye Sadaqah Jariyah bhi ban sakti hain aur Gunahe Jari bhi, Lehaza kisi bhi Post, Tasweer, Video, Audio, Status ya Link post ya share karne se Qabl acchi tarah sochen ke ye Cheez aap ke liye Sadaqah Jariyah banegi ya Gunah jari ban kar dunya o Aakhirat ki barbadi ka zariyah!!!

https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEg5p4KPxF9_3Dgv4b3yCrZOEDuRiQfXCT4BqkaqfkCCi_FBZ6gMqeoE3KUVz1lmaSMxYhrQKBzEiso6ltRPx27UrhnHUaXcTGJjrWuq9cAXvKY4EJQcYbSdm-fP2DgsCfnfbt2gQu66AgA/s72-c/12645010_959621794126032_3652130899917346142_n.jpg
View detail
Jayyad Ulama E karam ke Bayanaat Sunte Rahen

The Messenger of ALLAH (Sallallahu Alaihi Wasallam) said: "The believer will never be satisfied with the good he hears, until he ends up in Paradise."
[Jami` at-Tirmidhi :: Vol. 5 :: Book 39 :: Hadith 2686]
Urdu Translation: Nabi Akram Sallallahu Alaihi Wasallam ne irshad Farmaya: "Momin ka jii kabhi bhi khair ki Baten sunne se nahi bharta Yahan tak ke Jannat us ka thikana ban jaye."
[Urdu Ref :: Jami` at-Tirmidhi :: Vol. 2 :: Hadith 582]

https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEgyY-eU6ohJbaunLxReQpBafRHTZm1xhxrexk6u7WvyAJsmUZQagYTgWNMxRw0u11uqbHCfb3hAy6kQKhXaU_8cU-oTmQahHl8-eLTMK9DT7UWW4-eDJKRfiybK3xHUQVifsryi7gzu1SQ/s72-c/12494952_959108400844038_6944956521339695327_n.jpg
View detail
 
Copyright © 2011. Qur'an and Sunnah Our Way to Jannah - All Rights Reserved

Distributed By Free Blogger Templates | Lyrics | Songs.pk | Download Ringtones | HD Wallpapers For Mobile

Proudly powered by Blogger