Din Mein 100 Martaba Tobah
Narrated Abdullaah ibn Umar RadiyAllahu Anhu: The Messenger of ALLAH (Sallallahu Alaihi Wasallam) said: "O people, seek repentance from Allah. Verily, I seek repentance from Him a hundred times a day."
[Sahih Muslim :: Book 35 :: Hadith 6523, 7034]
Urdu Translation: Hazrat Abdullah bin Umar RadiyAllahu Anhuma Farmate hain ke Nabi Akram Sallallahu Alaihi Wasallam ne irshad Farmaya: "Aye Logon! ALLAH se Toba kiya karo, kyun ke Main khud din mein 100 Martaba ALLAH se toba karta hun."
[Urdu Ref :: Sahih Muslim :: Vol. 6 :: Hadith 6859]
►✿ RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ALLAH ke Mahboob Nabi, Masoom aur bakshe bakhshaye hone ke Bawajood bhi ummat ko Toba o Astaghfar ki taleem o targeeb dene aur ALLAH ki Ubudiyat o Bandagi ke izhar ke liye din mein 100 Martaba aur baaz riwayaat mein aik hi Majlis mein 100 Martaba toba o Astaghfar ka Ehtemam farmate, ham log to sarapa Gunahon mein dube hue hain hamen to har Moqe par Toba o Astaghfar karne ki zarurat hai.
Post a Comment